Pratite nas na:
|
Loading
|
Lyric info |
|
|
Ye Fizaein - Bollywood Soundtracks |
Add by: | Plavusa |
Date: | 10/17/2008 04:14 am |
Today: | 0 |
All views: | 1514 |
|
|
|
|
|
Can |
|
|
|
|
|
|
|
More |
|
|
|
|
|
|
|
Video |
|
|
|
|
|
|
Lyric |
|
|
|
|
Bollywood Soundtracks - Ye Fizaein - 2005
Hey yeh fizaayein, hey sun lo gaaye Zindagi hai haseen aur jawaan
Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya yeh kaarvaan manzil pyaar ki
Din jo suhaane hain to dil deewaane hain - 2
Din jo suhaane hain to dil deewaane hain
Hey yeh fizaayein, hey sun lo gaaye
Geeton ka mausam hai, khwaabon ka aalam hai Ab hosh kam kam hai haan
Jeevan ki raahon mein tum ho nigaahon mein Baahein hain baahon mein haan
Har dil deewaana hai ab yeh jaana Kyoon hai haseen yeh sama
Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya yeh kaarvaan manzil pyaar ki
Din jo suhaane hain to dil deewaane hain
Din jo suhaane hain to dil deewaane hain
Din jo suhaane hain to dil deewaane hain
Hey yeh fizaayein, hey sun lo gaaye
Sab din sunehre hain, sab nashe gehre hain Pyaare sab chehre hain haan
Ab halke halke se rang hai chhalke se Aanchal hai dhalke se haan
Jo dilkashi hai, jo taazgi hai Kaise karoon main bayaan
Hey yeh fizaayein, hey sun lo gaaye Zindagi hai haseen aur jawaan
Oh har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya yeh kaarvaan manzil pyaar ki
Din jo suhaane hain to dil deewaane hain - 2
Din jo suhaane hain to dil deewaane hain - 2 |
|
|
|
|
|